boutique business plan Archives - Clothing.To https://www.clothing.to/tag/boutique-business-plan/ Clothing.To Fri, 27 Nov 2020 14:37:59 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.1.6 How to Start Fashion Boutique Business Plan | Starting Women’s Clothing Boutique Business in India https://www.clothing.to/how-to-start-fashion-boutique-business-plan-starting-womens-clothing-boutique-business-in-india/ https://www.clothing.to/how-to-start-fashion-boutique-business-plan-starting-womens-clothing-boutique-business-in-india/#comments Mon, 07 Dec 2020 16:20:58 +0000 https://www.clothing.to/?p=1174

Contact us to Add Your Business 👇⭐ क्या आप भी अपना बिज़नेस खोलना चाहते है / Career में आगे बढ़ाना चाहते है? 👇⭐ जोश Skills App आपकी मदद कर सकता […]

The post How to Start Fashion Boutique Business Plan | Starting Women’s Clothing Boutique Business in India appeared first on Clothing.To.

]]>

Contact us to Add Your Business

👇⭐ क्या आप भी अपना बिज़नेस खोलना चाहते है / Career में आगे बढ़ाना चाहते है? 👇⭐
जोश Skills App आपकी मदद कर सकता है |
DOWNLOAD APP NOW:
इस App पर आप जाने माने experts के साथ Spoken इंग्लिश, Personality Development, Digital Marketing, Time मैनेजमेंट जैसे ५०+ कोर्स से सीख सकते है – वो भी सिर्फ एक मोबाइल रिचार्ज के दाम में! 😮
अभी App का लाभ उठाये, कूपन JOSHYTS से आपको मिलेगा 10% OFF!

Hindi mein janiye ladies fashion boutique business plan. India mein boutique business from home kaise khole aur kaise chalaye janiye 15 saal experience wale expert se. बुटीक बिजनेस प्लान

#joshkosh #boutiquebusiness
—————————————————————–
Puri Jankari ke liye neeche diye link pe click karke yeh article padhe:

—————————————————————–

India mein ladies fashion industry bahut fast rate par grow kar rahi hai. Pichle 10 saal mein Indian fashion industry ek bahut hi unche starr par pahunch chuki hai jisase mahilaon ko kayi fashion designing courses aur small scale businesses jaise boutique business etc. shuru karne ki opportunities mili hain.

————————————————————————-
1:35 – Boutique business or Tailoring mein kya antar hai
Jab aap ek tailor ke paas jate hai to sirf kapde stitch karwate hai ya apne kapdon ki fitting karwa sakte hai lekin boutique mein aap designer kapde banwa sakte hai aur kapdon ke upar kuch kaam karwana hai to woh bhi karwa sakte hai.

2:00 – Course for starting a fashion boutique business?
Boutique business kholne ke liye minimum qualification 10+2 honi chahiye. uske saath agar aap fashion designing ya boutique management course karte hai to accha hai. Inke diploma courses aur degree courses hote hai jo NIFT se ya Pearl academy se kar sakte hai.
Agar course nahi kiya hai to aap apne area mein kisi achhe boutique mein kaam karke, wahan se training lekar apna boutique business shuru kar sakte hai.

2:40 – Boutique kaha khol sakte hain? Best location for ladies fashion boutique store?
Yeh zaruri nahi hai ki aap market mein shop lo. You can also start a fashion boutique from home. Aap online boutique khol sakte hai jahan aap Facebook ya Instagram se kapde becha sakte hai.

3:03 – Fashion boutique shop investment kitna chahiye?
Boutique kholne ke liye pehle aap ko apne budget ka dhyan rakhna hoga.

Boutique business rent cost – Agar aap kisi normal market mein shop khol ke boutique business shuru karte hai to aapko ₹15,000 se ₹20,000 tak rent dena hoga. Agar aap acche locality mein rent pe shop lete hai boutique ke liye to ₹50,000 tak rent bhi ho sakta hai. Agar aap boutique business from home karte hai to aap ka rest to bach jayega par baaki kharche honge.

Boutique business employee salary cost – Jaise ki starting mein aapko ek master aur ek karigar rakhna hoga job pe and jaise jaise kaam badhta jayega aap aur logon ko bhi rakh sakte ho.

Investment for fashion boutique is approximately 1.5 to 3.5 Lakhs

4:00 – Boutique ki machines/saman kaun sa chahiye hoga
Boutique machinery mein aapko at least ek piko machine, ek overlock machine, boards, table aur chair tables bhi chahiye. Bahar aapko ek board lagana hoga aur dummies chahiye aur interior mein bhi kharch karna hoga. Aur saman hota hai steam iron aur hangers

4:35 – Boutique Shop se Profit kitna kama sakte hain?
Boutique business ka profit depend karta hai ki aap kaun se area mein kaam kar rahe ho aur aapke customers kaise hai kyunki waise hi aap rates rakhoge. Profit ispe bhi depend karta hai ki.
Mere 15 saal ke experience ke anusar pehle 2 saal to aapko lagte hai boutique set up karne ke liye aur us time kuch khaas profit nahi hota. Boutique business mein profit dheere dheer badha hai aur 20% se 30% tak hota hai aur jab aap ka kaam chal jayega tab profit 50% se 60% tak bhi ho sakta hai.

5:23 – Boutique business ke liye licenses or documents kaun se hone chahiye?
Boutique shop ke liye pehle shop ka registration karna hota hai jis mein aapko apna ID proof aur residence proof chahiye hoga. Phir aapko trade licence banwana hai jiske liye aap apne municipality se sampark kar sakte hai. Uske baad aapko GST bhi register karna hota hai. Yearly return bhi bharni hoti hai aur ownership papers bhi chahiye.
Online boutique ke liye aapka ek bank account bhi hona chahiye jisse aap customers se payment le sake.

6:48 – Boutique ki Marketing kaise kare

Expert Consultant:
Sapna Anand,
Owner, Saumya Creations Designer Boutique,
Malviya Nagar, New Delhi
—————————————————————–
Career se sambandhit aur jankari ke liye aap humse humari social media channels par judein.

Facebook –
Instagram –
Website –

Click Here to Add Your Business

The post How to Start Fashion Boutique Business Plan | Starting Women’s Clothing Boutique Business in India appeared first on Clothing.To.

]]>
https://www.clothing.to/how-to-start-fashion-boutique-business-plan-starting-womens-clothing-boutique-business-in-india/feed/ 25